April 16, 2024

Android Phone के लिए 10 Best Photo Editor Apps 2023 | Best Photo Editing App Free

Android Phone के लिए 10 Best Photo Editor Apps 2023

Aaj ke time me Mobile ka craze bhut hi jayda bad gya hai. Aaj har kisi ke pas smartphone available rahta hai. Smartphone ki itni demand ho gyi hai ki har din koi na koi new smartphone lunch ho rhe hai aur sath sath Bhut ki new technology bhi aa rhi hai, Aajkal ke mobile me camera ki quality itni bada di hai ki digital camera ki jarurt bhi nhi hoti hai. Sath hi sath market me daily bhut se photo editing / image editor  apps aa rahe hai, jinka use karke aap apne photo ko high quality me edit kar sakte hai aur professional photography bhi kar sakte hai.

Agar aap bhi Mobile se professional photo edit karna chahte hai to aaj mai aapke liye Android Phone के लिए 10 Best Photo Editor Apps lekar aaya hu jinka use karke ap bhi cool photo edits kar sakte hai. google play store apk per apko bhut si android apps download apk mil jayegi, but kon kon si best apps hai, Inke bare me mai ish article me jankari duga.

10 Best Photo Editor Apps 2023/Best Photo Editing App

 

1. Pisc Arts Photo studio

best photo editing appSource :- Google Play Store

Pisc Arts aap picture editor ki sabse best app hai. google me iska      review sabse best hai, sath hi sath ab tak 250 million se jayda logo ne download kiya hai. is app ki khash baat ye hai ki ye app free photo editor hai jo apko google play store free me download krne ko mil jayegi. Is app me apko bhut se tools use karne ko mil jayege jaise  light editing tools, filters, text, stickers, aur collages.

Read also – Top10 Money earning apps 2023

 

2. Photoshop Express

Source :- Google Play Store

Is app ki bat kre to ye app bhi apke liye bhut hi best photo editor app hai. jisme apko bhut se features mil  jayege jiska use karke aap ek professionally photo editor ban sakte ho. download ki bat kre to lagbhag 100,000,000+ se jayda logo ne ish app ko download kiya hai. Is app me apko bhut se features jaise crop, straighten, rotate, flip photos, collages, burr backgroup, text editor mil jayege jisnka use karke aap apni photo ko amazing photo bana sakte ho.

 

3.AirBrush

10 Best Photo Editor Apps 2020

Source :- Google Play Store

10 Best Photo Editor Apps 2023 me ye app bhi apke liye bhut hi best hai. agar aap bhi free photo editing apps use krna chahte hai to ise free me playstore se download kr sakte hai. ish aap me aapko bhut se best feature mil jayege jaise blemish remover, teeth whitening, eyes brighter, reshaping tools, pimple remover, filters. Google play me iski Rating 4.8 hai jo bhi best hai.

Read Also :- BEST MONEY EARNING ANDROID APPS 2019

4. PhotoLab

10 Best Photo Editor Apps 2020Source :- Google Play Store

Top photo editing apps me Photolab ka name apne suna hoga. ye app app bhut hi purana aur popular app hai. iski rating or download bhi bhut jayada hai. Ish app ko apko bhut se editing features mil jayege  yaha apko basic tools ke sath sath lagbhag 700 se jayda new effect, frames, filters use karne ke mil jayege. jinka use karke aap apni pic ko unique pic bana sakte hai.

 

5. Snapseed Photo Editing App

10 Best Photo Editor Apps 2020Source :- Google Play Store

Best photo editing app me ye bhi best app hai, Rating ki bat kre to iski google play store me iski rating 4.6 hai, or total download 100000+ hai. Is app me apko bhut se feature use krne ko mil jayege Jaise Filters, Tune Image, Rotate, Perspective , White Balance, Brush , Curves , Lens Blur, Glamour Glow , Drama , Frames etc..

Read Also :- Best Deleted Photo Recovery Apps For Android 2019

6. Adobe Lightroom Photo editor

10 Best Photo Editor Apps 2020Source :- Google Play Store

Best Photoshop android app me iska no aata hai. ye bhut hi creative app hai, jiska use karke aap bhut hi creative photo edit kar sakte hai. Downloads ki baat kre to lagbhag 50,000,000+ se jayda logo ne ise download or like kiya hai. Ish app me apko bhut se feature jaise Clarity, Texture aur Dehaze,Curves,Color mixer or basic tool use karne ko mil jayege. ye aap apko aasani se playstore par download krne ko mil jayegi.

 

7.Photo Editor Pro 

10 Best Photo Editor Apps 2020Source :- Google Play Store

Ye app bhi best photo editing app hai, Is app ka download lagbhag 50 million se jayda hai, is app ka use karke aap apni pic ko bhut hi beautiful bana sakte ho. Is app me apko bhut se trending tools use karne ko mil jayege, Yaha apko bhut se gitch effect, sketching, stickers, tattoos or sath hi basic tool jaise brightness, contrast, shadows, highlight,  sharpen and blur modes, temperature control, saturation, hue, contrast, aur brightness controls use karne ko mil jayege.

 

8. Pixlr 

10 Best Photo Editor Apps 2020Source :- Google Play Store

Free photo editing apps me ye sabse best app hai, ye bhut hi purana aur best features vala app hai, yaha apko bhut se feature use karne ko mil jayege. yaha apko 2 million se jayda free effects, overlays, filters mil jayege. aur sath hi apko bhut se basic tool jaise photo collages, bhut se layouts, backgrounds, aur spacing options,  enhancement tools, Auto-fix, automatically balancing color, use karne ko mil jayege. yaha ap apni pic ko ek alag hi effect de sakte ho.

 

9.Fotor Photo Editor

10 Best Photo Editor Apps 2020Source :- Google Play Store

Best free editing apps me ye app bhi best hai. Ish app me apko bhut se unique features jo ish app ko dusri app se alag banati hai. yaha apko basic tools ke sath kuch new features jaise rich photo editor, Enhance, Aplenty collage template and one-touch enhancement mil jayege. Agar apko bhi photo editing ka craze hai to apko bhi ish app ko try krna chahiye.

 

10.Photo Director 

10 Best Photo Editor Apps 2020Source :- Google Play Store

Best photo editing apps me ye bhi cool photo edits app hai. Rating ki bat kre to playstore me iski rating 4.6 hai or download 50,000,000+ hai. ye best camera app for android hai. ish app me apko camera access ka feature bhi mil jayega. jaha se app directly effect photo click kar sakte hai. aur facebook,whatsapp and other social media me share kar sakte hai.Ish app me apko bhut se feature like Content-Aware tool,Artistic preset photo effects ,Dehaze tool mil jayege. Jinka use karke aap achi se achi editing kar sakte hai.